Dairy Farming ki Hindi me puri jankari

Dairy farming..........
Aaj ke time me dairy farming KO aache trike se safal bnaya ja sakta h.....kyoki pehle esa kam hi dairy farm safal ho pata tha......
Dairy farming ko safal kese bnaye.....
Dairy farm ko safal bnane k liy aapko j bat jarur dhayan rakhni hogi ki aap ese ek side business ki treh nahi kr sakte h kyoki  24 gante kam krna padta h....ese safal bnane k liy aapko 24 gante kam k liy tyar hona chahiye......Esme ho sake to aapko dairy prishikshan le laina chahiye....kyoki aapko eske bare me thodi bahut to jankari honi chahiye ya aapko 3-4 dairy farmo ka barman krna chahiye.......
Aapko pashuyo ki bimari sabandi jankari honi chahiye nahi to aap kisi najdiki docter se conect kr sakte h.......
Jaruri bate.....

  • Ek dairy farm k liy aapke pas khud ka ek plot hona chahiye
  • Khud ek khet hona chahiye jisse ki aap pashuyo k liy chare ka parband kr ske....
  • Ek bda sa shade hona chahiye jisme aap apne pashuyo rakh sake 
  • Shade saf-suthra ev savash hona chahiye 
Pani ki utm vayevstha honi chahiye....
Auchi nasal ka chunav.......
Sabse jaruri bat ki aapko ek auchi nasal ka chunav krna hoga......
Mera manana h ki aapko apne aas pass k eriye se hi pashuyo ko kharidna chahiye......kyoki pashuyo k liye mosam bahut mayene rakhta h esliy ve aapke eriye k honge to un par aapke eriye ka koi parbhav nahi padega.....
Cost kitna aayega.......

  • Sbse jaruri bat ki kharcha kitna aayega....jha par me aapko 10 cow ka 1year ka kharcha btauga.......
  • Shed =30×30 =60000
  • Ager aap ek cow Jo daily 15-20 liter dud deti h uska prise 45000 man lijiye......=45000×10=450000
  • Pani fitieng electricity = 10000
  • Chara 1 cow daily ka 25 Rupay....to 25×10×365=91250
  • Dana ka kharcha 100 rupay daily 1 cow ka....100×10×365=365000
  • Medicine=10000
  • Etc exp.=10000
Total cost=crib 100000
Profit......

  • 1st year ager dud ka prise 25 rupay liter......
  • 200 liter dud par day 200×25=5000 Rs
  • 1 month 5000×30=150000.                          (Man lijiye 1 cow year me 9 mahine dud deti h)
  • 150000×9=1350000
Profit=1350000-100000=350000
2nd year aapko karib 7-800000 ho jayega.....
Note.........
Sabse jaruri bat ki aapko 2-3 year k bad cow ko badlte rehna chahiye kyoki eski dud ki capsity kam ho jati h.......
Aapko j mera post kesa lga plz....sujav dijiyega.......aap mere se koi bhi swal kr sakte h muge aapki madad krna aacha lagega......

Dairy Farming ki Hindi me puri jankari Dairy Farming ki Hindi me puri jankari Reviewed by Harjinder Singh Buttar on February 25, 2017 Rating: 5

No comments:

विदेशी सब्जी (Bokroli) लगाए अधिक मुनाफा पाए

Bhart me vedeshi praytko ki badti janskhya k karn desh k pach sitara v dusre hotlo me eski mag lgatar badti ja rhi h. Videshi sabjiyo me ha...

Powered by Blogger.